Batman Begins

Batman Begins

Urdu സബ്ടൈറ്റിൽ ഡൗൺലോഡ് ചെയ്യുക

റിലീസ് വിവരങ്ങൾ

Batman Begins 2005 Urdu
കമന്ററി എഴുതിയത് kikywebsite

ടാഗുകൾ

other
പ്രസിദ്ധീകരിച്ചത്: 2019-05-17
ഡൗൺലോഡുകൾ: 58
ശ്രവണ വൈകല്യമുള്ളവർക്ക്: No

Urdu സബ്ടൈറ്റിൽ പ്രിവ്യൂ

ആദ്യത്തെ 200 വരികൾ.

Rachel, mujhay dekhao.

-Kya main dekh sakta hoon? -Jisko mila uska. Aur yeh mujhay mila.

Meray garden mein.

Jisko mila uska.

Bruce?

Bruce?

Mom! Mr. Alfred!

Kya tumne khwaab dekha?

Bura khwaab.

Iss jagah se bhi bura?

Woh tumsay lareingay.

-Dobara? -Jab tak tumhein mar nahi detay.

Kya woh mujhay nashtay se pehlay maar saktay hein?

Tum azaab mein ho, bachay.

Aur main shaitaan hoon.

Tum shaitaan nahi ho.

Tum aik mashq ho.

Solitary.

-Kis liye? -Hifazat kay liye!

-Mujhay hifazat nahi chahiye. -Unkay liye.

Andar jao.

Kya tum mujrimon se larnay kay liye itnay beqarar ho

kay tum apnay aap ko andar karwa letay ho unhein eik eik karkay marnay kay liye?

Darasal, woh saath log thay.

Mainay chhay ginay thay, Mr Wayne.

Tumhein mera naam kesay pata hai?

Yeh duniya Bruce Wayne jesay shakhs kay ghayab honay kay liye bohat choti hai

chahay kahin bhi chhupnay ka faisla kar lay.

Tum kaun ho?

Mera naam Merely Ducard hai, aur main Ras al Ghul ka numainda hoon,

woh admi jissay underworld kay log behad dartay hein.

Woh admi jo tumhein eik rasta dikha sakta hai.

Tumhein kyun lagta hai kay mujhay eik rastay ki zaroorat hai?

Tum jesa admi yahan apni marzi se aya hai.

Tum mujrimon ki bradari ko benaqab kar rahay ho,

lekin jo bhi tumhari asal niyat ho

tum puri tarha gumrah hogaye ho.

Aur Ras al Ghul kya rasta pesh kar sakta hai?

Uss admi ka rasta jo uski tarha burayi se nafrat karta hai

aur asal insaaf dena chahta hai.

League of Shadows ka rasta.

-Tum muhafiz ho. -Nahi, nahi.

Muhafiz tou eik shakhs hota hai jo apnay ehsaanon mein ghum hota hai.

Woh tabah ya lock up mein dala ja sakta hai.

Lekin agar tum apnay aap ko admi se barh ker kuch bana lo,

agar tum apnay aap ko kisi kay jesa banana chaho,

aur agar woh tumhein rok bhi na payein,

phir tum kuch aur hi ban jaogay.

Aur woh kya?

Legend, Mr. Wayne.

Kal, tum riha kardiye jaogay.

Agar tum chotay choron kay sath larr ker thak

gaye ho aur kuch bara hasil karna chahtay ho,

tou eastern slopes per eik nayaab neela phool ugta hai.

Eik chunn lena.

Agar tum woh pahar ki choti tak le ja paogay,

tou shayad tumhein woh mil jaye jo tum pehlay dhoond rahay thay.

Aur main kya dhoond raha tha?

Sirf tum he woh jaan saktay ho.

Tumhari bari. Peechay jao.

Ruko.

Tum kya dhoond rahay ho?

Main dhoond raha hoon,

zulm se larnay ka tareeka.

Darr ko unki taraf palatnay ka

jo kamzor logon ko daratay hein.

Dosron kay darr se khelnay kay liye

pehlay apnay aap kay darr per qaboo pana hota hai.

Tum shuru karnay kay liye tayar ho?

Meri tangon mein bilkul jaan khatam hai.

Maut tumharay tayar honay ka intezar nahi karti!

Maut lihaz nahi karti aur na he bata ker ati hai.

Aur ghatli na karna, tumhara samna maut se hai.

Tiger.

Jujitsu.

Panther.

Tum hunarmand ho. Lekin yeh naach nahi.

Aur tumhein darr hai.

Lekin mera nahi.

Batao humein, Mr Wayne.

Tumhein kis cheez ka darr hai?

Bruce?

Kuch nahi hua. Kuch nahi hua.

Tum theek ho jaogay.

Kya humein eik ambulance ki zaroorat hogi, Master Wayne?

Nahi, main haddi theek kardoonga aur phir isko x-ray kay liye le jaoonga.

Bohat khoob, sir.

-Mazrat, sir. Mainay bata diya... -Pareshan nahi ho. Kher hai.

Zor se giray, nahi? Master Bruce?

Aur hum kyun girtay hein?

Takay hum wapis khara hona seekhein.

Halka sa girr gaya. Chota sa fracture hai.

Dobara chimgadar?

Tumhein pata hai na unhon ne tum per hamla kyun kiya tha, haina?

-Unhein tumse darr tha. -Darr?

Har makhlooq ko darr lagta hai.

Draunay walon ko bhi?

Khaas taur per draunay walon ko.

Mujhay tumhein kuch dikhana hai.

Tumharay khayal se tumhari ammi ko achay lageingay?

Haan.

-Meray khayal se uthnay ka waqt hogaya. -Shayad.

Wapis sona nahi.

Kya aap ne yeh train banayi, Dad?

Gotham humaray khandan kay liye acha tha magar sheher aziyat mein hai.

Humsay haqeer log kafi mushkil waqt kaat rahay hein.

Tou humne eik naya, sasta, public transportation system banayi.

Aur beech mein,

...Wayne Tower.

-Aap wahan kaam kartay hein? -Nahi. Main hospital mein kaam karta hoon.

Main humari company mujhsay behtar logon kay haath chalnay deta hoon.

-Behtar? -Woh...

jinhein mujhsay zyada dilchaspi hai.

Hum chal saktay hein?

Please.

Acha. Chalo.

-Kya hua, Bruce? -Nahi, nahi. Mera masla tha.

Mujhay bas thori taazi hawa chahiye thi.

Yeh opera bohat lamba ho jata hai, haina, Bruce?

Chalo. Chalein.

Batwa, zewar. Chalo, jaldi!

-Kuch nahi hota. -Jaldi!

Araam se.

Yeh lo.

Kuch nahi hota.

Uthao aur jao.

-Mainay kaha, zewar. -Hey.

Thomas!

Bruce.

Kuch nahi hota.

Daro matt.

Kya yeh tumharay walid ka hai?

Kuch nahi hota.

Idher ao.

Yeh lo.

Kuch nahi hota.

Gordon.

Hey.

Achi khabar hai.

Humne usko pakar liya, beta.

Tum bohat achay hathon mein ho.

Hum dhanda sambhal leingay.

Jab tum baray hogay, sab tumhara hoga.

Mainay socha thora khana tayar karloon.

-Bohat khoob. -Alfred.

-Haan, Master Bruce? -Yeh meri ghalti thi, Alfred.

-Maine theater se nikalne ka kaha. -Nahi, nahi.

-Agar main na darta... -Tumne kuch nahi kiya.

Woh uska faisla tha.

Samajh gaye?

Mujhay woh yaad arahay hein, Alfred. Bohat yaad arahay hein.

Mujhay bhi, Master Bruce.

Mujhay bhi.

Aur tum abhi bhi apnay walidain ki maut ko apna kasoor samajhtay ho?

Mera ghussa, pashtaway se zyada hai.

Aao.

Tumnay apnay pashtaway ko ghussay se badalna seekh liya hai.

Main tumhein sachayi ka samna karna sikhaoonga.

Tumhein chhay admiyon se larna ata hai. Hum 600 ka samna karna sikha saktay hein.

Tumhein chhupna tou ata hai.

Hum tumhein ghayab hona sikha saktay hein.

Ghayab?

Ninja ko iss baat ki samajh hai kay ghayab hona sabar aur phurti ka kaam hai.

Humesha ird gird pe dehan rakha karo.

Ninjitsu kay pass explosive powders hotay hein.

-Hathyar kay taur pe? -Ya tawaju phernay kay liye.

Adakari aur jhoot dou taqatwar agents hein.

Apnay dushman kay demagh mein eik insaan se zyada banna zaroori hai.

-Yeh kaun hai? -Yeh eik kisaan tha.

Phir isnay apnay parosi ki zameen lenay ki koshish ki phir qatil ban gaya.

-Ab yeh eik qaidi hai. -Iska ab kya hoga?

Insaaf. Jurm bardasht nahi hosakta.

Mujrim maashray ki samajh se phaltay phooltay hain.

Tumharay walidain ki maut tumhari ghalti nahi thi.

Tumharay walid ki thi.

Ghussay se yeh baat jhutlayi nahi ja sakti kay tumharay walid kuch nahi kar paye.

-Uss admi kay pass gun thi. -Kya tum ussay ruk jaogay?

Main training le chuka hoon.

Training kuch nahi hoti!

Himmat sab kuch hoti hai!

Kuch karnay ki himmat.

Har mano.

Tumnay mujhay nahi haraya.

Tum mujhay marnay kay chakar mein khud phans gaye ho.

Apna seena garam karo.

Baazoo khud theek hojayeingay.

Tum apnay walid se zyada taqatwar ho.

Tum meray walid ko nahi jantay thay.

Lekin main tumharay ghussay ko janta hoon.

Woh namumkin ghussa jo ghum ka gala gorh raha hai...

...jab tak aap ke pyaare mehez aik talkh yaad ban kar na reh jayein.

Aur eik din, ehsaas hota hai kay kaash

woh hota he na jisko tum sabsay zyada chahtay ho

takay tumhara dard durr ho jata.

Main humesha se paharon mein nahi tha.

Meri eik biwi hua karti thi.

Mera pyaar.

Usko mujhsay leliya gaya.

Tumhari tarha, mainay bhi yeh seekha kay kuch beghar log hein

jinsay bagher hichkichahat aur tars khanay kay larna chahiye hai.

More Urdu subtitles for Batman Begins

അഭിപ്രായങ്ങൾ

No comments yet. Be the first to leave one.

Keep it about this subtitle — sync, quality, typos.500 characters left